Kis Lamhe Mein Lyrics – John Day – 2013

Kis Lamhe Mein Lyrics – John Day – 2013

Movie / Album: John Day – 2013
Singer: Aditi Singh Sharma
Lyricists: Anwer Maqsood
Genre: Thriller Song
Music on: T-Series
Star cast: Naseeruddin Shah, Randeep Hooda, Shernaz Patel, Sharat Saxena
Release date: 13 September, 2013

Ra baar ba ba
Ba baar ba ba
Ba ba ba ba wooh.. ho…

Kis lamhe mein
Kya hai chupa
Na raaz faaz ye kabhi ho saka
Kab kya yahan, pe ho jaayega
Koi nahi jaan ta

Dariya hai bahut gehra
Na Doobna…
Kya kya hai chupa
Ismein tu poochna…

Ra baar ba ba
Ba baar ba ba
Ba ba ba ba wooh.. ho…

Ra baar ba ba
Ba baar ba ba
Ba ba ba ba wooh.. ho…

Dariya hai bahut gehra
Kya Doobna…
Kya kya hai chupa
Ismein tu poochna…

Har koi yahan lootera
Maan jaa
Chehra pe yahan chehra hai
Jaanejaa

Ra baar ba ba
Ba baar ba ba
Ba ba ba ba wooh.. ho…

Ra baar ba ba
Ba baar ba ba
Ba ba ba ba wooh.. ho…

Kya pata kab kise
Waqt ki saazishein
Nahi koi bata saka

Na ho sake jispe yakeen
Ye kar de aisi zindagi
Badal de ek pal mein samaa

Kar na kisi pe koi bharosa
Waisa nahi woh jaisa hai socha
Har din hota yahan kuch naya
Mat ho tu hairaan…

Dariya hai bahut gehra
Na Doobna…
Kya kya hai chupa
Ismein tu poochna…

Har koi yahan lootera
Maan jaa
Chehra pe yahan chehra hai
Jaanejaa

Kis lamhe mein
Kya hai chupa
Na raaz faaz ye kabhi ho saka
Kab kya yahan, pe ho jaayega
Koi nahi jaan ta

Ra baar ba ba
Ba baar ba ba
Ba ba ba ba wooh.. ho…

Ra baar ba ba
Ba baar ba ba
Ba ba ba ba wooh.. ho…

Leave a Comment